It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on ab ke tajdiid-e-vafaa kaa nahii.n imkaa.N jaanaa.N within the Ahmed Faraz forums, part of the Poet A - E category; ab ke tajdiid-e-vafaa kaa nahii.n imkaa.N jaanaa.N yaad kyaa tujh ko dilaaye.N teraa paimaa.N jaanaa.N yuu.N hii mausam kii adaa ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| ab ke tajdiid-e-vafaa kaa nahii.n imkaa.N jaanaa.N yaad kyaa tujh ko dilaaye.N teraa paimaa.N jaanaa.N yuu.N hii mausam kii adaa dekh ke yaad aayaa hai kis qadar jald badal jaate hai.n insaa.N jaanaa.N zindagii terii ataa thii so tere naam kii hai ham ne jaise bhii basar kii teraa ehasaa.N jaanaa.N dil ye kahataa hai ki shaayad ho fasurdaa tuu bhii dil kii kyaa baat kare.n dil to hai naadaa.N jaanaa.N avval-avval kii muhabbat ke nashe yaad to kar bepiye bhii teraa cheharaa thaa gulistaa.N jaanaa.N aaKhir aaKhir to ye aalam hai ki ab hosh nahii.n rag-e-miinaa sulag uThii ki rag-e-jaa.N jaanaa.N muddato.n se ye aalam na tavaqqo na ummiid dil pukaare hii chalaa jaataa hai jaanaa.N jaanaa.N ham bhii kyaa saadaa the ham ne bhii samajh rakhaa thaa Gam-e-dauraa.N se judaa hai Gam-e-jaanaa.N jaanaa.N ab kii kuchh aisii sajii mahafil-e-yaaraa.N jaanaa.N sar-ba-zaanuu hai ko_ii sar-ba-girebaa.N jaanaa.N har ko_ii apanii hii aavaaz se kaa.Np uThataa hai har ko_ii apane hii saaye se hiraasaa.N jaanaa.N jis ko dekho vahii zanjiir-ba-paa lagataa hai shahar kaa shahar huaa daaKhil-e-zindaa.N jaanaa.N ab teraa zikr bhii shaayad hii Gazal me.n aaye aur se aur huaa dard kaa unvaa.N jaanaa.N ham ki ruuThii hu_ii rut ko bhii manaa lete the ham ne dekhaa hii na thaa mausam-e-hijraa.N jaanaa.N hosh aayaa to sabhii Khvaab the rezaa-rezaa jaise u.Date huye auraaq-e-pareshaa.N jaanaa.N Last edited by Aisha Baig; 05-07-2008 at 09:02 PM. |
|
#2
| |||||
| |||||
| bohat eh umda ha ![]()
__________________ ![]() |
| The Following User Says Thank You to Shoaib For This Useful Post: | ||
Aisha Baig (05-08-2008) | ||
|
#3
| |||||
| |||||
| Zabardast........... .................... ..
__________________ N @ R @ z ![]() |
| The Following User Says Thank You to N@R@z For This Useful Post: | ||
Aisha Baig (05-08-2008) | ||
|
#4
| |||||
| |||||
| thnx both of u................ |
|
#5
| |||||
| |||||
| zabardast........... ....
__________________ ![]() |
![]() |
| Bookmarks |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| ko_ii ham-nafas nahii.n hai ko_ii raazadaa.N nahii.n hai | Aisha Baig | Mustafa Zaidi | 0 | 03-14-2008 02:00 PM |
| kyaa ummiid kare ham un se jin ko vafaa maaluum nahii.n | Aisha Baig | Zafar Gorakhpuri | 0 | 03-12-2008 08:55 PM |
| kyaa huaa husn ham_safar hai yaa nahii.n | reflections_eyes | Ghazal | 6 | 11-18-2007 06:04 PM |
| Jannah | "MUNIR" THE NOOR FOR ALL | Ghazal | 4 | 11-05-2007 03:09 PM |
| kab yaad me.n teraa saath nahii.n, kab haath me.n..... | sweet person | Ghazal | 4 | 11-04-2007 01:03 PM |