It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Kharaman Kharaman...! within the Aas forums, part of the Urdu Poetry by Poets of HallaGulla category; Woh pass a rehe hain, karaman kharaman.... Hum gire ja rehe hain, Kharaman kharaman Woh paas aa ker, kiya kehain ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Woh pass a rehe hain, karaman kharaman.... Hum gire ja rehe hain, Kharaman kharaman Woh paas aa ker, kiya kehain ge hum se Hum guess laga rehe hain, Kharaman kharaman Jo nuzur peri un ke haath per apni Hosh urre ja rehe hain, kharaman kharaman Un ki chal main kiya ajab dilkushi hai Hum tuke ja rehe hain, kharaman kharaman Abhi bhi woh aa rehe hain, kharman kharaman Aur hum gire ja rehe hain, kharaman kharaman Woh aa ker paas, dekhte hain humain aise Hum bhi ghoore ja rehe hain, kharaman kharaman Aur jo huwi, aahista se, un lubon main junbish Kaan sune ja rehe hain, kharaman kharaman Ae tere baap ki zameen ae, jo keha unhon nain Hum mitte ja rehe hain , kharaman kharaman Tera license zabt ker doon ga piyaare Aur hum mare ja rehe hain, kharaman kharaman Jo cheene meri gaari ke unhon ne kaaghzaat Hum roye ja rehe hain, kharaman kharaman Phir kehte hain piyaar se, ke babu jee kahan ja rehe hain, kharaman kharaman Abhi churhe ho huthe, abhi se yeh haal Ke kute ja rehe hain, kharaman kharaman Is gustaakhi ki saza to mile gi tujhe piyare Duty diye ja rehe hain, kharaman kharaman Do dus ke naut hain, to woh bhi nikaal lo kahan phunse ja rehe hain, kharaman kharaman Kiya arz hai babu, hum hain naan yahan warid Yaan hum thane ja rehe hain, kharaman kharaman Thane ka sun ker meri, bujne lugi jo sitti Woh hunse ja rehe hain, kharaman kharaman Apne butwe ki hajamut ka soch soch ker hum Dua kiye ja rehe hain, kharaman kharaman Woh dete huwe, apni moonchon ko tao Maal gine ja rehe hain, kharaman kharaman Hum dil main dubaaye, gaaliyon ka toofan Aur Dabe je rehe hain, kharaman kharaman Abhi meri baari khutum bhi na huwi thi Aur bhi phunste ja rehe hain, kharaman kharaman Is nokeri ko Wellah, mera bhi kere mun Woh bunaye ja rehe hain, kharaman kharaman Un ki aik dihari aur khoon ke ghoont hum Piye ja rehe hain, kharaman kharaman Kiya suhani woh ajab mulaqaat thi apni Yaad kiye ja rehe hain, kharaman kharaman Us aik mulaqaat ka yeh huwa asser Ab cycle pe ja rehe hain, kharaman kharaman
__________________ ![]() |
|
#2
| |||||
| |||||
AOA, VERY NICE................ ...... ![]()
__________________ Ye Jantay Huye Bhi K Wo Hawa Hai Mere Hath Na Aye Ga Wo Badal Hai Jisay Main Choo Na Paun Ga Phir Bhi Main Ne Hawa Ko Pakarna Chaha Badal Ko Choona Chaha |
|
#3
| |||||
| |||||
V.NICE DEAR ![]()
__________________ |
|
#4
| |||||
| |||||
| ****shandaar post hai janab …**** |
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| kharaman |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| Kharaman Kharaman...! (By Aas) | naz | Funny Poetry | 9 | 03-10-2006 11:24 AM |
| Raye Shumari bara'e Mah December "Mazahiya Shairi" | Aaina | Urdu Poet Club | 19 | 12-31-2005 09:22 PM |
| December Poetry Contest.....Mazahiya | Aaina | Urdu Poet Club | 124 | 12-28-2005 01:34 AM |