![]() |
|
#1
| ||||
| ||||
| mujh ko udaas dekh kar, pocha gaya kiun ho udaas ? main ne kaha, chashm hai nam, gul bhi hain sarey mehv'e yaas pocha nahi ham se hal'e dil, chal diye woh ho kar nikaar nazar aye they jo aik din, dil'o nazar ke paas paas nadaan they ham, kuch na kaha, baithey rahey, lab see liye dekhi jo unki be'rukhi, ashkoon se likhi thi iltemaas mayre qatil se koi pochay, kiya hui unki bisaat ? usne kaha, dikhi jo unki ik nigah urh gaye hosh'o hawas dil'e muztarib ki her ik tarap, ker gai hai mujhey soogwar baarey jo soogwar huye, usne kiya ranj se rooshanaas mayri be'khudi, mayri be'hishhi, mayra ishq, mayri aagahi mayra dil hi ishq ka maizbaaN, aur ishq ki woosat be'qayaas jee main tha, kaash unki deed ka hoo kuch intezaam mil jaye ik lamha deed ka, mitt jaye sadiyoon ki piyaas
__________________ ![]() |
| Sponsored Links |
|
#2
| ||||
| ||||
AOA, VERY NICE............................ ![]()
__________________ Ye Jantay Huye Bhi K Wo Hawa Hai Mere Hath Na Aye Ga Wo Badal Hai Jisay Main Choo Na Paun Ga Phir Bhi Main Ne Hawa Ko Pakarna Chaha Badal Ko Choona Chaha |
|
#3
| ||||
| ||||
| very nice...........:flower3
__________________ Moat bi zarori hai zindagi bi pyaari hai faslon se juway mai main ne shaam hari hai |
|
#6
| ||||
| ||||
| lajawab hai......................
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
![]() |
| Tags: dekh, mujhey, udaas |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| ,,oonnhh,,written by,Haya n, | Haya n | Urdu Writer's Club | 20 | 02-18-2005 09:25 PM |
| Tujhey dekh kar hua ... | Ankaboot | Ghazal | 15 | 02-18-2005 12:57 AM |
| Jalo Do Mujhey | ~Wasi~ | Urdu Writer's Club | 15 | 10-14-2004 04:01 PM |
| :::dekh Lo:::: | Sheeshay Ki Guriah | Ghazal | 13 | 05-24-2004 07:50 PM |