It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Aaina BooL Parta Hai...! within the Aaina forums, part of the Urdu Poetry by Poets of HallaGulla category; ~Aaina bool parta hai~ mayri ankhon main na jhanko ke aub un main aseeb ka deera hai main apni ankhoon ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
![]() ~Aaina bool parta hai~ mayri ankhon main na jhanko ke aub un main aseeb ka deera hai main apni ankhoon se khud hi nazrein churati hon yeh ankhein aainay main dekhoon to aaina bool parta hai kahan hai woh husn ki jhalkan kahan hai woh narm se hontoon pe ik shookh si muskan ka pehra kahan gaey jo teri palkon pe rakhey they woh nazuk abgeeno se sapnay kahan pe khoo gai siyaah palkoon ke halon main do jheel si ankhein aaina pochta hai woh jo dil tera tha muhabbat ka istearaa tha kahan hai khoo gaya boloo tere lams se her dam jo qurbatoon ki mehek aati thi kahaan luta aai ho woh boloo kahan gai woh hathailiyaan jin ki lakeeroon se kisi ka naam bunti thi teri soochoon main behta tha woh kisi ki yaad ka darya kahan hai aub bhalaa bolo jahan tu nazar karti thi her aik manzar main jo tum ko usi ka aks dikhta tha kahan hai aub bhalaa boloo main aainay se kehti hon woh husn ki jhalkan, narm honton ki hansi sab uske karan thi, woh hai kho gaya dekho nazuk abgeenoon se sapnay, main ne toor dalay hain do jheeel si ankhoon ko aub sulaa dalaa muhabbat isteara dil, lahoo roota hai aub dekhoo woh lams qurbaton ki mehek ka, hijr raaton main jal bujha dekhoo woh naam jo buna karti thi junoon main wo naam to mere hathon ki lakeeroon main kabhi tha hi nahi sabhi manzar bhula dalay, sabhi manzar sulaa daalay kisi ki yaad ke darya si sochoon main aub aseeeb thehre hain aub ankhoon main koi shaam muskurati nahi wahaan aub ashk rehte hain…!
__________________ ![]() |
|
#2
| |||||
| |||||
| khoobsooorat........ .. ![]()
__________________ Hmmmmmmmmmmm -:? |
|
#3
| |||||
| |||||
AOA, VERY NICE................ ............ ![]()
__________________ Ye Jantay Huye Bhi K Wo Hawa Hai Mere Hath Na Aye Ga Wo Badal Hai Jisay Main Choo Na Paun Ga Phir Bhi Main Ne Hawa Ko Pakarna Chaha Badal Ko Choona Chaha |
|
#4
| |||||
| |||||
| very nice...........:flow er3
__________________ Moat bi zarori hai zindagi bi pyaari hai faslon se juway mai main ne shaam hari hai |
|
#5
| |||||
| |||||
| Very nice thanks for sharing
__________________ Assalam-u-Alaikum ![]() |
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| aaina, bool, parta |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| Ghazal (BilAakhir Yeh Haseen Manzar Mita Dena hi Parta Hai) | Ankaboot | Aaitbar Sajid | 13 | 05-08-2008 09:47 PM |
| ... Aaina bool parta hai ... | Aaina | Urdu Poet Club | 35 | 11-29-2005 01:24 PM |
| Aaina | Ankaboot | Announcements | 0 | 01-23-2005 02:30 PM |
| Naqd-O-Nazar...(Ghazal by Aaina) | Inam | Urdu Poet Club | 10 | 10-23-2004 02:44 PM |